Make your own free website on Tripod.com

Posted by on October 25, 2017

Phool Bankar Muskarana Zindagi Hai,
Muskarake Gum Bhulana Zindagi Hai,
Jeet Kar Koi Khush Ho To Kya Hua,
Haar Kar Khushiya Manana Bhi Zindagi Hai!

 

Maut Mangte He To Zindagi Khfa Ho Jati Hai
Zaher Lete He To Wo Bhi Dawa Ho Jati Hai
Tu Hi Bata Aye Dost Kya Karun?
Jisko B Chahte He To Wo Bewafa Ho Jati Hai!

Kareeb Se Tujhe Jana To Apna Paya,
Tujhe Dosti Me Azmaya To Apna Paya,
Tujhe Kya Naam Doon Ye Samaj Na Aaya,
Dosti Zindagi Ya Apna Saya.

 

Kaun Jane Kab Maut Ka Paigam Aa Jaye,
Zindagi Ki Akhari Sham Aa Jaye,
Hum To Dhundhte Hain Waqt Aisa Jab,
Hamari Zindagi Apke Kam Aa Jaye.

 

Lamha-Lamha Meri Saanse Khatm Ho Rahi Hai,
Jindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi Hai,
Uss Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah,
Wo To Bas Jamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai.

 

Karenge Tumse Wafa Hum Har Ghadi
Kabhi Shikaayat Ka Mauka Na Denge Tumhein
Haste Haste Guzaarenge Zindagi Ka Har Lamha
Kabhi Roothne Ka Mauka Na Denge Tumhein

 

Koshish Karo Ke Koi Rishta Tum Se Na Tute
Zindagi Main Apno Ka Sath Kabhi Na Chhoote
Tum Apne Rishte Ko Nibhao Is Tarah Dil Se
Ki Us Rishthe Ki Dor Zindagi Bhar Na Tutey..!

 

Khud Pe Bharosa Hai To Khuda Tere Sath Hai,
Apno Pe Bharosa Hai To Har Dua Tere Sath Hai,
Zindagi Se Haarna Mat Aye Dost
Tera Yeh Dost Har Pal Tere Sath Hai.

Comments

Be the first to comment.

Leave a Reply


You may use these HTML tags and attributes: <a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <cite> <code> <del datetime=""> <em> <i> <q cite=""> <s> <strike> <strong>

*